Badshah the hum apni mizaaj masti ke,
Ishq ne tere deedar ka fakeer bana diya. 💔
Content topic Sad Shayari
Samajh Baithe..
Unki na thi khata hum hi kuch galat samajh baithe,
Wo mohabbat se baat karte the hum Mohabbat hi samajh baithe 💔
Saaf Niyat Ka Dard..
Dukh Toh Iss Baat Ka Hota Hai Jab Hamari Niyat Saaf Ho, Aur Log Fir Bhi Hume Galat Samjhe… 💔
Kismat..
Waade pakke the beshak umar kachhi thi,
Kismat se har gaya warna mohabbat sachi thi. 💔
Tera Intezaar..
Hum khuda se teri fariyad karte hain, tanhai mein sirf tujhe yaad karte hain,
tu aaye ya na aaye ye tera faisla hai, Par aaj bhi hum tera intezaar karte hain.
Mai nasamajh..


मै नासमझ ही सहीं मगर वो तारा हूं जो
तेरी एक ख्वाहिश के लिये.. सौ बार टूट जाऊं 💔


इंतज़ार..
जब हो जाये मेरी मोहब्बत पे एतबार..
तो लौट आना हम आज भी तेरे इन्तजार में हैं..!! 💔
याद..
जुदा होकर भी सताने से बाज नहीं आते..
दूर रहकर भी दिल जलाने से बाज नहीं आते..
हम तो भुलाना चाहते हैं हर एक याद उनकी..
मगर वो ख्वाबों में आने से बाज नहीं आते..!! 💔


