Nazar Ko Nazar Ki Nazar Na Lage Koi Accha Bhi Iss Kadar Na Lage,
Tujhe Dekha Hai Iss Nazar Se, Jis Nazar Se Tujhe Nazar Na Lage… 👁️
Content topic Chand Shayari
Rahne do..


Rehne Do In Zulfon Ko Apne chehre Par Younhi,
Ye Chaand Badalon Mein Zyada Haseen Lagta Hai..🙈🥰


Chand..


चाँद कितनी ही कोशिश क्यूं ना कर ले,
वो रात को दिन तो नहीं बना सकता…!! 🌙✨


Chand k husn pe..🌙




लफ्जों से क्या मुकाबला..
Chand Ke Husn Pe Har Shaks Ka Haq Hai,
Ab Main Usse Kaise Kahun Raat Ko Nikla Na Kare❤👰🏼


