Rehne de mujhe andhero mein ai-gaalib
ujaalon mein mujhe apnon ke asli chehre nazar aate hai…!
Content topic Sad Shayari
Suna hai..
Suna hai bhot baarish hai tumhare shehar mai…
Jyada bhigna mat,
galat fehmiyaan dhul gai toh hum bhot yaad ayenge..
Yu mujhko..


Yun mujhko lagta rahega
tujhe zarurat hai meri,
..
tu mujhe khul kar kyu nhi kahti
ki mai abb zaroori nahi…😔


Mere liye..
Wo Mere Liye Kitna Khaas Hai, Use Yeh Batate-Batate
Main Kab Uske Liye Aam Ho Gaya, Pata Hi Nahi Chala..🥀
Dard likha..


Khawaish toh na thi kisi se Dil lagane ki Ghalib,
Par qismat mai Dard likha tha, Mohabbat, kaise na hoti💔


Barbaad hogya..
बात मोहब्बत की थी, इसलिए बर्बाद हो गया…
अगर बात सिर्फ जिस्म की होती, तो तुझसे भी खूबसूरत चेहरे बाज़ार में थे…!!💔
Sab so gae..


Sab So Gaye….. Apne-Apne Dil ka Haal Sunakar,
Koi To Hota Jo Puchta Tum Kyu Nhi Soye Abhi Tak?💔


Purush..
Purush majboot itna ki duniya jeet le,
Kamzor itna ki PAPA ko gale na laga sake…!😔


