जो जैसा कहे, सबके मन का करते जाऊं मैं
कोई ये तो बताए अपना मन लेकर कहा जाऊं मैं..??




जो जैसा कहे, सबके मन का करते जाऊं मैं
कोई ये तो बताए अपना मन लेकर कहा जाऊं मैं..??


Agar Paisa Na Ho To Khawab Bhi,
Aadhe Raste Mein Thak Jaate Hain.🙃
Aankhon Se Gale Laga Lo,
Seene Se Lagane Me Pabandiyaan Bohot Hai.😢
Udaasi Aur Khamoshi Bhari Ek Shaam Ayengi,
Meri Ek Tasveer Rakh Lena Tumhare Kaam Ayegi.🙁
Bewajah Nahi Rota Ishq Mein Koi,
Jise Khud Se Badh Kar Chaho Wo Rulata Zaroor Hai.😔
Matlab Ki Duniya Hai Fareb Ka Zamana Hai,
Diloon Mein Nafrat Hai Mooh Pe Yaarana Hai.😥
Be Dili Kya Younhi Din Guzar Jayenge,
Sirf Zinda Rahe Hum To Mar Jayenge.😭
Logon Ki Parwah Karna Chhod Do,
Woh To Janaze Par Bhi Yahi Poochenge,
Dafan Karne Mein Aur Kitni Der Hai.💔