Dukh Toh Iss Baat Ka Hota Hai Jab Hamari Niyat Saaf Ho, Aur Log Fir Bhi Hume Galat Samjhe… 💔
Content topic Hindi Quotes
Khoobiyan..
Sab Mein Sab Khoobiyan Nahi Hoti,
Koi Khoobsurat Hota Hai To Koi Wafadaar.😪
Intehan..
Sab Kuch Tha Us Shakhs Mein,
Bas Ek Wafa Hoti To Mohabbat Ki Intehan Hoti.😥
Meri Nazar..
Apni nigahon se na dekh khudko,
Hira bhi tuzhe patthar lagega
Sab kehte honge chand ka tukda hai tu
Meri nazar se dekh chand bhi tera tukda lagega❤
Naseeb..
Khwahish Hai Bas Itni Ki Kuch Aisa Mera Naseeb Ho,
Waqt Chahe Jaisa Bhi Ho Bas Tu Mere Qareeb Ho.🤗
Beparwah..
Logon Ki Parwah Karna Chhod Do,
Woh To Janaze Par Bhi Yahi Poochenge,
Dafan Karne Mein Aur Kitni Der Hai.💔
Hum Dono..
Akele Khade Ho Kar Aaine Ke Saamne,
Hum Dono Shakhs Ek Doosre Ko Sambhalte Hain.❤
Bahut kuch..


लड़की से बात करने का मतलब सिर्फ ‘पटना और पटाना’ ही नहीं होता… 🙂
‘इश्क’ और ‘जिस्म’ के सिवा भी बहुत कुछ है इस दुनिया में… 🌍✨




